1) Dimag me Ice factory.
2) Zuban par Sugar factory.
3) Dil me Love factory.
Phir life hogi satisfactory. .
-
Categories
- Articles (5)
- Cooking Recipes (37)
- Events (156)
- Finance (20)
- Food (111)
- Fun (154)
- Games (32)
- General (673)
- Health (28)
- India (30)
- Information (240)
- Interesting (37)
- Kids (56)
- Kutch-Kutchi (36)
- M&M – (Masti & Majak) (65)
- Movies (18)
- News (64)
- Photo Blog (47)
- Point of interest (68)
- Product Reviews (9)
- Questions (85)
- Quotes (31)
- Religion (19)
- Restaurants (72)
- Technology (42)
- Thoughts (52)
- Vacation Destinations (51)
- Video Blog (14)
- Wishes (16)
- Young Authors (4)
Kya baat hain. Waah Waah. Lagta hain Shayari tumhari pooja hai.
Good one Nitul.
Lekin Nitul I knew about Shayari….but yeh Pooja kaun hai????
——
Ek din Sagar ne Nadi se pucha:
Kab tak milati rahogi mujhe khare pani se ???
Nadi ne haskar kaha :
Jab tak tujh me mithas na aa jaye tab tak !!!
Thats “RELATIONSHIP” .
——-
1 tree makes 1 Lakh matchsticks.
But 1 matchstick can burn 1 Lakh trees.
Similarly 1 negative thought or doubt can burn thousands of dreams….
Be Positive Always !!!
——–
Chehre ki hasi se har gam chupao ,
Bahut kuch bolo par kuch na batao….
Khud na rutho kabhi , par sabko manao
Ye Raz hai Zindagi ka , Bas Jite chale jao
——-
Wah Prabhu kya teri leela hai :
Chuha Billi se darta hai ,
Billi Kutte se darti hai ,
Kutta Aadmi se darta hai ,
Aadmi Biwi se darta hai ,
Biwi Chuhhe se darti hai.
——-
Ek Dost ne Mujh se pucha ,
Tum sabko email bhejhte ho – tumhe kya milta hai ?
Maine hass kar kaha , Dena Lena to Vyaapar hai ,
Jo dekar kuch na mange , Wo hi to PYAR hai.
Wah Wah Sanjay. Good Shayari.
I like the infinite loop of rat wife
Good ones Sanjay.
Sanjaygeeeeee- ye padhke hamara man bahoot khoosh hua.